azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

altamash faridi – jeena marna lyrics

Loading...

kyun itno mein tujhko hi
chunta hoon har pal
kyun tere hi khwab ab
bunta hoon har pal.

kyun itno mein tujhko hi
chunta hoon har pal
tere hi khwab ab
bunta hoon har pal.

tune mujhe jeene ka hunar diya
khamoshi se sehne ka sabar diya
tu hi bharosa zindagi ka
tu hai mera hosala

mujhe jeena sikha diya
marna sikha diya
teri wafaaon ne insan bana diya

jeena sikha diya
marna sikha diya
teri wafaaon ne insan bana diya

tere khayalon mein ho gayi gum
yeh meri tanhaiyaan
ab rooh meri karne lagi hai
tere nigehbaaniyan

tu hi bharosa zindagi ka
tu hai mera hosala

mujhe jeena sikha diya
marna sikha diya
teri wafaaon ne insan bana diya

jeena sikha diya
marna sikha diya
teri wafaaon ne insan bana diya

banane lage hai rishton ke dhage
tere mere darmiyaan
thode sukun mein rehne lagi hai
yeh meri bechainiyan

tu hi bharosa zindagi ka
tu hai mera hosala

mujhe jeena sikha diya
marna sikha diya
teri wafaaon ne insan bana diya

jeena sikha diya
marna sikha diya
teri wafaaon ne insan bana diya



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...