azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

javed ali & shreya ghoshal – ishq ki baarish lyrics

Loading...

ishq ki baarish hai yeh
ishq ki baarish hai yeh
ishq mein bheege aa
aaja mere yaar
aaja mera yaar.

ishq ki rang mein mausam
ishq ki rang mein mausam
ishq mein beda paar

aaja mera yaar
aaja mera yaar
aaja mera yaar
aaja mera yaar

mmm. mujhe teri baaton mein aana nahi
kisise kabhi dil lagana nahi
pataa jis gali ka pataa hi na ho
mujhe uss gali mein to jaana hi nahi

ishq mein dhoka laage
ishq mein dhoka laage
ishq se hai inkaar

mere sarkar, mere sarkar
mere sarkar, mere sarkar

tann hi nahi mera man bhi hua geela
yeh mausam lagta hai kitna nashila

tu deewani tujhko hosh na tera
main hoon pareshaan
ab kya hoga mera

hone de jo bhi ho
hone de jo bhi ho
karna fikar bekaar

aaja mera yaar
aaja mera yaar
aaja mera yaar
aaja mera yaar

maine kis mushqil mein jaan phasayi
mere pichhe meri musibat aayi

aisa dilkash mauka na aayega
hath malega baad mein pachtayega

pyaar mohabbat se na
pyaar mohabbat se na
mera koi darkaar

mere sarkar, mere sarkar
mere sarkar, mere sarkar

ishq ki baarish hai yeh
ishq ki baarish hai yeh
ishq mein bhige aa

aaja mera yaar
aaja mera yaar
aaja mera yaar
aaja mera yaar



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...