azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kailash kher – tere naina lyrics

Loading...

jaage jaage
soye soye
tere naina
sapnon mein
khoye khoye
tere naina

tanhaiyon ki
parchaiyon mein
tum hi ho na
tere naina
haye naina

sooni sooni
sooni sooni
si yeh raina
aaja piya (aaja piya)
tere bine nahi chaina
unchaaiyon ki gehraaiyon mein
tumhi ho na
tere naina
haye naina

paaya tujhe to
sab mil gaya haan
ehsaas aisa ki sab khil gaya
jaise himalaya
khud pighal ke
saagar ban gaya
haan in palon ki
raanaaiyon mein
tum hi ho na
tere naina
haye naina

madhosh raatein
pal pal suhaani
rut gaa rahi hai
dil ke taraane
saare nazaare chand taare
gungunane lage
in vadiyon ki angraiyon mein
tumhi ho na
tere naina
haye naina

jaage jaage
soye soye
tere naina
sapnon mein
khoye khoye
tere naina

tanhaiyon ki
parchaiyon mein
tum hi ho na
tere naina
haye naina

sooni sooni
sooni sooni
si yeh raina
aaja piya (aaja piya)
tere bine nahi chaina
unchaaiyon ki gehraaiyon mein
tumhi ho na
tere naina
haye naina



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...