azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

rafi – teri jawani tapta mahina lyrics

Loading...

teri jawani tapta mahina aye naazaneena
chhu le nazar to aaye paseena aye naazaneena
teri jawani…

tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi
har ang tera tarasha nagina aye naazaneena
teri jawani…

aankhon mein bijli zulfon mein baadal saanson mein halchal
tujhsi nahi koi kaatil haseena aye naazaneena
teri jawani…

haay ye tera bal kha ke chalna ithala ke chalna
tere bagair ab mushkil hai jeena aye naazaneena
teri jawani…



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...