azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sunidhi chauhan – aye dil lyrics

Loading...

jannat, jannat chilaayein dil
dozakh, dozakh dikhlayein dil
dar raha hain toot jaane se
kar raha hai khud hi khud ke tukdein, tukde

tu aye dil chaahta hain kya sang dil
chaahta hain kya tang dil
na na na naa.

aye dil chaahta hain kya sang dil
chaahta hain kya tang-dil
jaane na dil…

na na na naa.
jaane na dil… (jaane na)
na na na naa.
jaane na dil… (jaane na)
na na na naa.
na na na naa.

haye, haye chilaayein dil
saaye saaye dikhlaayein dil
darr raha hain kaali raaton se
kar raha hain chand ke phir kyun tukde tukdein

tu aye aye dil chahta hain kya sang dil
chahta hain kya tang dil
jaane na dil…

na na na naa.
jaane na dil… (jaane na)
na nanana…
jaane na dil… (jaane na)
na nanana…
na nanana…

ashq hai ya ishq hai mera
kyun aankh se tapak raha hai dil
kho raha hain ya khud ko paa liya hain
kyu yaad chaak kar raha hain dil

darr raha hain dariyan hone se
kar raha hain khud hi khud ke katare katare

tu aye dil chahta hain kya sang-dil
chahta hain kya tang-dil
jaane na dil… (what do you want)
jaane na dil… (what do you want)

aye dil chahta hain kya tang dil
chahta hain kya sangdil
jaane na dil…

na na na naa.
jaane na dil… (jaane na)
na nanana…
jaane na dil… (jaane na)
na nanana…
na nanana…



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...