azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

suzonn – bong ka dhuwa lyrics

Loading...

sham dhali toh dosto ka bulawa aya,
aur maine bhi adde ki ourr apna kadam barhaya
adde mein hum baithey thay sab koi baba le aya
baba pisa bong mein pani bhara, fir bong jal g-ya
(bong ka dhuwa nikal g-ya)-2

mehfil jami nasha charha aur woh din yaad aya
jab apnaya baba maine par chhod kabhi na paya
udd ne khwahish ne mujhko aisa banaya
yoon bewaja muskurane laga kyuki baba ne hasaya
bong ka dhuwa nikal g-ya
bong ka dhuwaaaaaa

sab sath mein ek awaj mein baba ka bhog lag-ya
chha g-ya koi dhundhla pan ye aankho ne bataya
meri latt ne mere mann ko nashe ka ghar banaya
najane kab 6 pudiya khatam aur jhap lag g-ya
dhuwa dhuwa dhuwaaaaaa bong ka
nikal g-ya..
baba ka nasha chad g-ya..

nasha toh kar liya ab ghar jana hai
pichle baar ki tarha aur nahi fasna hai
ghar lautne ka ji toh karta nahi
jake hi toh firse kal wapas ana hai
ghar jane se pehle ek akhri
jaldi se ek joint bhi jalana hai
dhuwa dhuwa dhuwa… bong ka
nikal g-ya aa aa aa aaaaaa…



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...