2facebleed - maafiyan lyrics
main maangta hoon maafiyan
mujh mein kami aur khaamiyan
pachta rahi ki tune kari kyu dillagii
alfaaz bhi na kare ye bayan
ki kal aane wala din naya
par usme bhi hogi teri kami
main maangta hoon maafiyan
mujh mein kami aur khaamiyan
pachta rahi ki tune kari kyu dillagii
alfaaz bhi na kare pae bayan
ki kal aane wala din naya
par usme bhi hogi teri kami
call me i need you to call me
khaali raahein dekh rha chain milta na hai do pal bhi
main rona chahta andar se par akhien na hai ro rhi
kya haal tumhara bhi hai aisa dhadkan meri soch rhi
le skta na hai dil mera itna zyada ab bojh nhi
yaadein teri har pal mein aake gala mera daboch rhi
mujh jaisa koi likhde tere bare jaake khoj kahi
pr mtlb kya in gaanon ka jab tu mere hai saath nhi
koi pooche jo mere baare kya thi meri dincharya
dhool jhokun unki ankho mein main kehdu badhiya
us paar khadi tu ranjha main beech hai dariyaa
hoon wakif tujhko bhulanе mein lage sadiya
waqt hai rukchuka bhaari pad rhi ye saath ghadiya
har cheez mеin dhoondun chain par kahi kuch bhi na mila
ab hona para mujhse ye tu aake gaale lag jaa zaraa
hum dono ko tadpake tujhe kya hi mil raha
tere dost tere na sage unhe kar tu dafa
subhe shaam ho ya dopeher tujhe socha har dafa
raatein dengi ye tujhe bata ki aage kya hua
upar wale se main mang rha hoon har din hi dua
uske darr se kabhi koi khaali haath na g+ya
puri karde tu guzaarish hum dono ko de mila
ya banade usko ajnabi ye yaadein de mita
main maangta hoon maafiyan
mujh mein kami aur khaamiyan
pachta rahi ki tune kari kyu dillagii
alfaaz bhi na kare pae bayan
ki kal aane wala din naya
par usme bhi hogi teri kami
main maangta hoon maafiyan
mujh mein kami aur khaamiyan
pachta rahi ki tune kari kyu dillagii
alfaaz bhi na kare pae bayan
ki kal aane wala din naya
par usme bhi hogi teri kami
Random Lyrics
- فارس كرم - al asemah - العاصمة - fares karam lyrics
- viscerist - coiled lyrics
- d. savage - like me lyrics
- iuio - non mi importa lyrics
- cromatique - te-am visat lyrics
- first of october - same old game lyrics
- william johnson (actor) - the man i used to be lyrics
- alistar sotg - conclusion lyrics
- ruas mc - papum lyrics
- ruurd woltring - we brave the storm lyrics