azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

abi angelos - main tera lyrics

Loading...

shamo savere mere
lage dil ko na aaram
chahu main tujhko de doon
ye mera poora naam

main hoon yun fasa
khwahish ke dhaagon mein
hai tera silsila
lagbhag sabhi khwabon mein
wahan mil zara
jahan baarish ho taaron se
nashe si hai dasha
teri har baaton se

kabse main keh raha
main tera
kabse main keh raha
sagar sa tujh mein beh raha hoon

haan, haan! (woh)
woh shaam tere mere
aankhon mein dhal gaya (kahan se laun)
woh shaam (woh)
kahan kho gaya? (oh)

main hoon yun fasa
khwahish ke dhaagon mein
hai tera silsila
lagbhag sabhi khwabon mein
wahan mil zara
jahan baarish ho taaron se
nashe si hai dasha
teri har baaton se
kabse main keh raha
main tera (tera)
kabse main kеh raha (oh)
sagar sa tujh mein beh raha hoon (beh raha hoon)

kabsе main..

kabse main keh raha (oyee! keh raha, keh raha)
main tera (oyee! tera, tera, tera)
kabse main keh raha
sagar sa tujh mein beh raha hoon

hmm, hmm, hmm!



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...