azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ahsan - a lyrics

Loading...

haazri ashko ki dil ky mahal main
main likh du shikaayatain khud ky kafan main
main krta nahi jana koi shikwy khuda sy
wo dyy deta sab kuch main rakhta jo man main

tum nafratain kandho pe ly ky chaly ho
main maa ki muhabbat sy artist bana hun
main likh deta dard ki kayfiyat lafzo mai
aansu jo tapky to samjho jura hun

main tery aur teri es dil ki wairaani sy
khud garaz maazi ki khamosh kahani sy
faqat ye chehry jo aankhon sy guzry
ye lagty munafiq kuch bayjaan nishani sy

halaat e zindagi likhny sy qaasir main
ho gya en sab ki bak bak sy waaqif main
hashar ki baaton pe hasty ye jahil ay
qabron pe phool hum khooshboo ki maanind ayy

zahir ay sab kuch nai kuch bhi chupaya
haan jaibain thi khali aaj khud sab bnaya
ye moo pe utha ky hi maqsad bana ryy
han maine nai verses ky peechy uthayy

koi tatty oa hat bey tu lun pe tu nakli tu manfi tu khali sa bartan nai matti ky
kutby hum asli tu goat nai bakri
tu khassi
main kanjer
im started this sh+t tu ay part
to bakko nai gaano main kera tupac
ye nasha ye dolat ye shohrat
haqeeqat main dekho to paap
haqeeqat main dil ka ghubaar
to artist bhi bikty hain pesy jo char
ye nazar to rakhi nai kisi pe aas
qadar hoti to na marti yun art
raqam dikhy tabhi khulta ye hath

new school kon edr new books ka ayy/kahan?
new rules qaim kiye new wav layy edr
two face bohat edr bohat stage khayy
no competition edr kon e ay side bachy hat para rasta dy lun pe ye mashwary
haq main sy asli to love deta sab ko
main
sab sy naraz mera rab jaany
kon ay ghulaam edr sab jaany
shak nai ye career ay cause
jo dekhy nai industry
lun pe ye management’s
chutiya labels bhi
nashy main dhoondu sukoon
main bayghar bhi
khana badosh bhai hustle kya dyy dyy gi
bank main cash
gaddiyaan waddiya
bachiyaan tyte
kali corolla ty
dealaan ty brands
main industry baby nai
industry main
aur shout+out to sun rahy jo day one sy fan



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...