azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ahsan & taybeatz - batakh lyrics

Loading...

[intro: jaun elia]
baat suno
[?] yaaro
tum [?] nahi ho
yeh [?] waada hai
ek family hai
mere ultay+seedhe waade sun loon

[verse 1]
ahsan, khwabon ki kahaniyon se bahir nikal
dil ki diwaar meri feel kare chaar jigar
aath figure salary pe bethe launday calm jigar
aam hai yeh zindagi aur hum hain iss may khaas jigar
khaas kaam, khaas meri baat
badi zulam se bhari yeh kitaab
iss may dard ke hain daam jigar
bharo mera form jigar job se resign ka
ab thoda sa jazbati, mere qalam pe hai qaida
main fakhar se he g+yak tha, woh waqt ki kahani hai
yeh zulam pe ab faqa, ab j+sm pe jawani hai
ab thoda mere kaam main rawani aur rohaniyat
munafiqat se khalis ab kahani hai yeh kaafi sakht
muashrey may kaafi ab hain dastoor

[chorus]
par mujhe kya? mein tou batakh hun
mein panchi hun jou udd raha hai baadalon pe
kaafilon se kaafiron pe
kamikaze sunke
thoda khali hoke
aag+ye hain woh zahir hoke
[verse 2]
darr pe jou khali hai
idhar khaliq aur makhloq saaf dikhte hain aaine may
aur yeh band kamray ki kahani hai
purani thi kahani, ab kahani may shaitani hai
haiwaniyat se bhari iss kitaab may nishani hai
ke marke jou jiye, uski kala may jawani hai
ab alfaz hote kam par ab maani may kahani hai
yeh zindagi thi faani aur ab zindagi ek gani hai

[outro: jaun elia]
lekin mein aaj boht udaas hun
ab tak mein saleem ki khilaaf+warziyan karta raha
sharab peeta raha, dhut raha
lekin aaj aisa nahi
kyun?
mein haar chuka hun



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...