aman yadav - yoga karenge hum log lyrics
adhyaatm ki buniyaad hai
sukh + shanti ki pahchaan hai
sangharsh ki kahaaniyon mein
yog bhi mahaan hai
yog bhi varadaan hai
bujhate diye ki jaan hai
sadiyon se mili hamen
ye hamari pahchaan hai
man ye kahane laga hai
aaj yoga kar
neend ko chaadar uda
ke aaj yoga kar
yoga karenge ham log
yoga karenge ham log ×2
swasth shareer ho jeevan mein gar to
saare lakshyon ko pa lega
nirmal ho tan paavan ho man
manke vo man ke pa lega
paramaatma ki aatma ko
aatma se mila lega
nom taana nom taanaom nom nom taanaanaana
nom taana nom taanaom nom nom taanaanaana
( musical part )
ik din aayega savera yog lekar
saath bhi hoga ye jahaan aur lega ek pran ×2
nom taana nom taanaom nom nom taanaanaana
( musical part )
yoga karenge ham log
yoga karenge ham log ×2
Random Lyrics
- august alsina - deliver us lyrics
- ki:theory - no one gets hurt lyrics
- vivi 96 - fresh kicks lyrics
- wyguy - i don't love you* lyrics
- prince fox - alone lyrics
- flexxboychris - locked in lyrics
- a.l.a - علاء - flouss isar lyrics
- icy kash - team lyrics
- bs el ideologo - cristo es el centro lyrics
- anya gupta - heart of gold lyrics