
amitabh bachchan - kyun re (version 2) lyrics
jal taraf si hasi teri
sunai di aaj bhi
khsboo teri reh gayi
teri jaane ke baad bhi
ghar ka woh kauna tera
suna bichona tera
teri gair maujudgi mein bhi
lage hona tera
kyun re, kyun re
kar gaya tanha
mujhe aise
kyun re, kyun re
kanch ke lamho
ke reh gaye
reh gaye chure
teri cheze abhi bhi
waise hi rakhta hoon
betha sanate mein
unko takta hoon
jab lautegi tab tak
rasta dekhunga
iske alawa kar bhi
kya sakta hoon
ungli se mujhko phir se
suljhane dena apne
guche ghungralo
balo ke bhure
kyun re, kyun re
kar gaya tanha
mujhe aise
kyun re, kyun re
kanch ke lamho
ke reh gaye
reh gaye chure
Random Lyrics
- مشروع ليلى - إم الجاكيت lyrics
- massiv - wo sind die löwen lyrics
- duran - friendzone lyrics
- zalman krause - let you go lyrics
- ciljeta - nuk e di pse me do lyrics
- paul simon - insomniac’s lullaby lyrics
- ヒルクライム - パラレル・ワールド lyrics
- kodak black - can i lyrics
- rogue squadron - rogue state lyrics
- renasentido feat. os arrais - grandioso és tu lyrics