azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

anand-milind - aye mere humsafar (romanized) lyrics

Loading...

(chorus)
aye mere humsafar, ek zara intezaar;
sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki
aye mere humsafar, ek zara intezaar;
sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

(verse 1)
ab hai judaai ka mausam do pal ka mehmaan;
kaise na jaayega andhera? kyun na thhamega toofaan?
ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan;
kaise na jaayega andhera? kyun na thhamega toofaan?
kaise na milegi, manzil pyaar ki?

(chorus)
aye mere humsafar, ek zara intezaar;
sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

(verse 2)
pyaar ne jahaan pe rakha hai, jhoom ke kadam ek baar;
vahin se khulla hai koi rasta, vahin se girri hai deevaar
pyaar ne jahaan pe rakha hai, jhoom ke kadam ek baar;
vahin se khulla hai koi rasta, vahin se girri hai deevaar
roke kab ruki hai, manzil pyaar ki?

(chorus)
aye mere humsafar, ek zara intezaar;
sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki
aye mere humsafar, ek zara intezaar;
sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...