
anandmurti gurumaa - gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya lyrics
gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya
gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya
deewana kar diya, mastana kar diya
hamne jo apna mana tha, begana kar diya
janmo ke dehadhyas ki jo dhuni samaayi thi
mamta mita saroop mein, mastana kar diya
gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya
deewana kar diya, mastana kar diya
hamne jo apna mana tha, begana kar diya
aisa diya updesh ki tum nij aanand ho
har taal mein ‘soham’ ka taraana bhar diya
gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya
deewana kar diya, mastana kar diya
hamne jo apna mana tha, begana kar diya
jakde the ham jagat mein moh ki zanjiron se
shamma jalaa ke dil mera, parwaana kar diya
gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diya
deewana kar diya, mastana kar diya
hamne jo apna mana tha, begana kar diya
Random Lyrics
- various artists - from a distance lyrics
- rachelle ann go - palm reader lyrics
- christian bautista - nais ko lyrics
- christian bautista - hands to heaven (acoustic version) lyrics
- christian bautista - i can love you easy (acoustic version) lyrics
- gary pucket the union gap - i just don't know what to do with myself lyrics
- aegis - mary jane lyrics
- endless struggle - in the day lyrics
- bob dylan - it's all right, ma (live) lyrics
- uncle tupelo - sandusky lyrics