![azlyrics.biz](https://azlyrics.biz/assets/logo.png)
asim azhar & zenab fatimah sultan - ghalat fehmi (from "superstar") lyrics
raigaan
hai wafa yahan
raaigan
sayibaan
jo laga tha kabhi
wo faraib+e+nazar asmaan
ab sharafat nahi
yeh rivayat nahi baaki
ho kisi ki qadar
aesi aadat nahi baaki
aesa nahi kahin koi hai
ghalat fehmi jo bani hai
khoya nahi apna pan
ehsaas ki raah chuni hai
tarasti hain nigahain meri takti hain raahain teri sun kabhi aahain meri
yeh kese main bataon tujhey soti nahi ankhain meri kat+ti nahi raatain meri
k khuahishon pe khuabon ki barishain azabon ki kahan gai dhoop mere hisse k sawabon ki
k dard bharey naalon pe kar karam sawalon pe
q sitam hai tera tere chahney walon par
tarasti hain nigahain meri takti hain raahain teri chaihiye panah teri
yeh kese main bataon tujhe
soti nahi ankhain meri
kat+ti nahi ratain meri
[music]
dhal nahi jaatey
pal nahi jaatey
doobti hain sansain
dil aese bhar jaatey
jaatey hoye lamhon ko
paas bulata hai
thori si bhi doori dil
seh nahi paata hai
sab hain dikhavey
jhootey behlavey
ek hi qadam laaye
sau sau pachtavey
bekhabar tha zara par na tha bewafa
yaaraa..
sach tha yeh ghalat fehmi par khuab nahi jur paatet
dukh detey jaan letey hain taras zara nahi khaatey
sach tha yeh ghalat fehmi par khuab nahi jur paatet
dukh detey jaan letey hain taras zara nahi khaatey
tarasti hain nigahain meri takti hain rahain teri sun kabhi aahain meri
yeh kese main bataon tujhey soti nahi ankhain meri kat+ti nahi raatain meri
aesa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai
khoya nahi apna pan ehsaas ki raah chuni hai
Random Lyrics
- madkid - be the light lyrics
- natanael cano - tiempo* lyrics
- damons year - josee! lyrics
- miss bee - on my way out lyrics
- shirley collins - greenwood laddie lyrics
- goodandrei - видишь? (see?) lyrics
- posz (hun) - sushi lyrics
- sy ari da kid - that time of the month lyrics
- marty mckay - somewhere far lyrics
- alec king - takes some time lyrics