abhijeet – tu sapana hain lyrics
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa – 2
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
aaisa lagat hain maine kahi – 2 pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
haseen waadiyon ki khushbu hain tu
parvat ke jharnon ki jhar jhar hain tu
rangeen fizaaaon ka chhalka nasha
dilkash nazaaron ka jaadu hain tu
tu manzil hain ya kaarvaan pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
ghata hain ke zulfen pareshaan hain tu
adaaon se khud apani nadaan hain tu
tu chaand jo raat roshan kare
tammana bhi tu dil ka armaan bhi tu
tu hain pari ya apasara
tu geet hain ek madbhara
pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
aaisa lagta hain maine kahi pehle bhi hain tujhe dekha
tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa
tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
Random Lyrics
- a 5 – contigo quiero despertar lyrics
- a 5 – baila lyrics
- a p project – the turn of a friendly card lyrics
- 3 hurel – sana degmez lyrics
- 3 hurel – kara toprak lyrics
- volovan – ya ves lyrics
- volovan – ya no si ni donde estoy lyrics
- andre nikatina – dice of life lyrics
- andre nikatina – ayo for yayo lyrics
- dundertaget – vi ses nog aldrig igen lyrics