albela movie – pyaar ke jadoo lyrics
–male–
pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
main albela, main deewana
–female–
hain bada paagal na tune itna jaana
tu albela, tu mastaana
–male–
pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
main albela, main deewana
–female–
hain bada paagal na tune itna jaana
tu albela, tu mastaana
–male–
arre pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
main albela, main deewana
–female–
hain bada paagal na tune itna jaana
tu albela, tu mastaana
palkon ki gali mein tha tera basera
raat bhar kal maine khwaab dekha tera
–male–
kaise main bataaoon kaisi thi betaabi
ek pal kahin na chain tha zara bhi
–female–
mujhse kehta hai mera dil
ab to tujhko yaar mushkil hai samjaana
tu albela, tu mastaana
–male–
arre pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
main albela, main deewana
–female–
hain bada paagal na tune itna jaana
–male–
tune dhadkanon pe kaisa jadoo daala
jhoomne laga hai mera mann matwaala
–female–
dekhoon jo tujhe to bekhudi si chhaaye
naam loon jo rab ka, naam tera aaye
–male–
meri jaan pe hai tera haq
in baaton se main abhi tak tha begaana
main albela, main deewana
–female–
hain bada paagal na tune itna jaana
arre tu albela, tu mastaana
–male–
pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
main albela, main deewana
–female–
haan tu albela, tu mastaana
–male–
main albela, main deewana
Random Lyrics
- bellamy brothers – big love lyrics
- a letter for sally – anyway lyrics
- a kay bj – love reaction lyrics
- a letter for sally – goodbye lyrics
- a letter for sally – my friend lyrics
- a letter for sally – melting jellyfish lyrics
- a letter for sally – my moon lyrics
- a letter for sally – promises to change lyrics
- a letter for sally – talking about me, you and the place where we live lyrics
- a letter for sally – sincerely unyour lyrics