azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

alka yagnik – masoom chehra lyrics

Loading...

sumon

masoom chehra
nigaahen farebi
labon pe hasni
aur dil mein daga hai
masoom chehra
nigaahen farebi
labon pe hasni
aur dil mein daga hai
mile dost jisko
yahan tere jaisa
mile dost jisko
yahan tere jaisa
use dushmanon ki
zaroorat hai kya hai
masoom chehra
nigaahen farebi
labon pe hasni
aur dil mein daga hai

••••••

dil tod diya,
kyon itna bata de
phir baad mein bewafa
jo chaahe mujhko saza de
dil
tod diya,
kyon
itna bata de
phir baad mein bewafa
jo chaahe mujhko saza de
teri berukhi se
pareshaan hoon mein
teri berukhi se
pareshaan hoon mein
na aaye
samajh mein
yeh kya maajra hai
masoom chehra
nigaahen farebi
labon pe hasni
aur dil mein daga hai

••••••

••••••
kya
usko kahen
jo
kasmon ko bhoole
apno se karke jafa,
gairon kibaahon mein jhoole
aaaaa.aaaa…

nazar mein basa ke
nazar pher lena
nazar mein basa ke
nazar pher lena
yeh kaisi mohabbat
yeh kaisi wafa hai
masoom chehra
nigaahen farebi
labon pe hasni
aur dil mein daga hai

•••••••

••••••••

jo
bharta nahin
woh
zakhm diya hai
mujhko nahin pyar ko
badnaam tune kiya hai
jo
bharta nahin
woh
zakhm diya hai
mujhko nahin pyar ko
badnaam tune kiya hai
jise maine pooja
maseeha bana ke
jise maine pooja
maseeha bana ke
na tha yeh pata
pattharo ka bana hai
masoom chehra
nigaahen farebi
labon pe hasni
aur dil mein daga hai
mile dost jisko
yahan tere jaisa
use dushmanon ki
zaroorat hai kya hai
masoom chehra
nigaahen farebi
labon pe hasni
aur dil mein daga hai.



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...