bhadrankar - awara lyrics
aankhon mein teri hai khushee meri basti
baahon mein teri hai meri rooh dhadkati
too hee savera mera too hee ibaadat
too hee bharosa mera too hee mohabbat
mein tere pairon mein gira hoon ab bacha le
saanson ko jeene kee ab too hee ik vajah de
mujko too kamaron mein mujse milaanaa
duniyaa hai manzar too mera thikaana
kya hai mohabbat too mujko sikhaanaa, jaane jaanaa
maine maanaa mein aavaara
naa hee aathaa hai jataana
kya hai mohabbat too mujko sikhaanaa, jaane jaanaa
hum hansate bewajah jab bepanaah kisiko chaahate
khud se jyaada hum duaon mein use yaad aathe
beetaa kal bhula ke, aanae waale kal mein saath hai
detaa mein jaan, naa aathe muje kasame vaade
gustaakhee maaf par shaayad main hoon anjaan
shabaab hai agar ishk to sharaab jesaa hai pyaar
ya phir main hoon naadaan, par nahin aadat ka gulam
hoon main еk khudagarz jise ibaadat ka gumaan
chalu sabar kee door pe, meri nazar hai chand par
uska anchal hai sar par, soyaa rahun main shaam tak
aaja ghumе hum raat bhar, mere kandhe par haath rakh
naa main kehtha alavida, bas kehtha ke dhyaan rakh
hum kaayanaat kee sajishon se waakif
tabhee vo meri shaayriyon mein haazir
par ye naa koyi tarifon ke pul kyonki
vo dekhe meri khaamiyon mein noor
mujko too kamaron mein mujse milaanaa
duniyaa hai manzar too mera thikaana
kya hai mohabbat too mujko sikhaanaa, jaane jaanaa
maine maanaa mein aavaara
naa hee aathaa hai jataana
kya hai mohabbat too mujko sikhaanaa, jaane jaanaa
lage jhooth par hai sach jab vo pakade mera haath
kahe hoon tere paas par main karthaa naa vishwaas
dekhi dhoop, dekhi thand, dekhi baarish, uske saath
dekhi rooh, dekha rab, maangi khvaahish uske saath
jab vo haal pooche, tab hee mere ghaav sukhe
martaa gumaan jab main paayal ko pahanaauun use
saadagi hai pyaar, par naa hai pasand nakaab
jab main sanvaarun baal uske, jhumke karte aavaaz
mujko too kamaron mein mujse milaanaa
duniyaa hai manzar too mera thikaana
kya hai mohabbat too mujko sikhaanaa
maine maanaa main aavaara, naa hee aathaa hai jataana
kya hai mohabbat too mujko sikhaanaa, jaane jaanaa
Random Lyrics
- akup - be friends again lyrics
- bluai - better, i swear lyrics
- xavier the $lam - go into the darkness lyrics
- zombiqe #delsagate - бесконечное лето (endless summer) lyrics
- kdm shey - wort auf der strasse (teil i: alleiniges sorgerecht) lyrics
- unedead - mercury ( lyrics
- akup - dame lyrics
- salen do & 3unk - как сделать лучше? (how to do it better?) lyrics
- neil diamond - love on the rocks (live) lyrics
- marc à paul à jos - southville lyrics