azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

bharat chauhan - tinka(romanized) lyrics

Loading...

[verse 1]
tu dariya main tinka bahta
bahta
aankhon mein tu hi tu rehta
rehta
lahron pe teri main beh chala

tu dariya main tinka bahta
bahta
teri gali, mera shehar rehta
rehta
tu hi to mujhe yahaan le aaya

[chorus]
tere bina
main kya raha
mera mujh mein
kuch na raha

[verse 2]
tu barakha main boota sukha
sukha
tere na aane se rootha
rootha
mujh pe tu kabhi bars bhi ja
poochhe koi
kaisa main hoon
zinda hoon
itna kahun

[chorus]
tere bina
main kya raha
mera mujh mein
kuch na raha

[verse 3]
tu dariya main tinka bahta
bahta
aankhon mein tu hi tu rehta
rehta
tu hi to mujhe yahaan le aaya

[chorus]
tere bina
main kya raha
mera mujh mein
kuch na raha



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...