
bombay vikings - aa raha hoon main lyrics
nayi manzil, naya safar
naya suraj, nayi sahar
aasmaan hai raah par
keh do saari duniya se
roke na koyi mujhe
kadam pare mere jahaan
baharon khil rahi hain
phir kisi ne hai pukaara
aa raha hoon main
kisi ne phir kiya ishaara
aa raha hoon main
utha dil mein phir se toofaan
phir wohi choonoon
jaage hain mere soye armaan
aa raha hoon main
kisi ko le khayalon mein
nikal para hoon raahon mein
kahin to milegi woh mujhe
pasi jo dil mein naazmi
jaane woh kaun hai haseen
bechain dil betaab hai
armaan machal rahe hain
phir kisi ne hai pukaara
aa raha hoon main
kisi ne phir kiya ishaara
aa raha hoon main
utha dil mein phir se toofaan
phir wohi choonoon
jaage hain mere soye armaan
aa raha hoon main
(aa raha hoon main
aa raha hoon main)
kadam pare mere jahaan
baharon khil rahi hain
phir kisi ne hai pukaara
aa raha hoon main
kisi ne phir kiya ishaara
aa raha hoon main
utha dil mein phir se toofaan
phir wohi choonoon
jaage hain mere soye armaan
aa raha hoon main
Random Lyrics
- kadim al sahir - kitab al hobb lyrics
- ween - d.c. won't do you no good lyrics
- barlowgirl - best of lyrics
- kiara - nadie como tú lyrics
- محمد القصبجي - خلي الدموع lyrics
- dino barge - late nights lyrics
- jamala - way to home lyrics
- benno van vugt - mooie nieuwe zonnebril lyrics
- kandace springs - neither old nor young lyrics
- kid cudi - amen lyrics