azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

brave wrld – chaand lyrics

Loading...

thik hu main
tu bta kaisi hai ? kaisa hai haal tera
baatein toh hoti nahi ab humari
par iska na kabhi malaal rakha
teri yaadon ko dil ne sambhal rakha
saari photo ko maine nikal rakha
aur chupa di wo yaadein kitabo ke bich m
taaki na puchu sawaal kudhse
kya thi wajah ?
mujhe bhi pta na , aakhir sawaal kaisa
jwaab toh paas tha tere
par tu hua gyab amawas ki chaand jaisa
teri aakhon mein maine tha chaand dekha
aur main na tujko taare chand deta
par dil ke wo saare armaan deta
mere prem ka ky hi praman deta
ab baitha main kudhke sath m
likha ye gaana , 2 jaam ke baad mein
ban baithe shyar hum pyar mein tere
zamane ke shor se dur azaad mai
bas tera khyaal hai sath mein
raaton mein nikle ye dard jabaan se
khushiyo ke badal ho sir pе tere
inhi dua se bhar diya pura jahaan yе x2
verse 2
mai bhi hu thik
na koi hai sath , toh phir ye sawaal kaisa
han chor ke gyi thi hath mai tera
par tune bhi thama na sath waise
tere wadon ko maine tha yaad rakha
mere dil ke kone mein tha pyar tera
zamane ki baaton se hui kafaa
par tu jaane mujhe tu smbhal leta
ayi mai waps thi
par mere dil mein tha dar tuna paas hoga
toh phir jeene ka kya wo yehsas hoga
hum bichde toh dard ka sath hoga
meri aakhon mein tune tha chaand dekha
par ye chaand samete hai daag gehra
tu naraaj hai mujhse , hum maan baithe
tbhi likha na tujko jawaab phirse
ab baithi main kudhke sath mein
sunne bs gaane , sameet ke khwaab ye
padhu kitabe aur shayri yaad mein
kudhke hi shor mein kaid awaaz ye
bas tera khyal hai sath mein
raaton mein nikle kyu aasu in aakh se
khushiyon ka badal ho sir pe term
inhi dua bhar diya pura jahaan ye ×2



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...