azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

chinmayi feat. arijit singh – mast magan lyrics

Loading...

ishq ki dhooni roz jalaaye
uthta dhuaan toh kaise chhupaaye

ho akhiyaan kare jee hazoori
maange hai teri manzoori
kajra siyaahi, din rang jaaye
teri kastoori rain jagaaye

man mast magan, man mast magan
bas tera naam dohraaye
man mast magan, man mast magan
tera naam dohraaye
chaahe bhi toh bhool na paaye
man mast magan, man mast magan
bas tera naam dohraaye
man mast magan, man mast magan
tera naam dohraaye

jogiya jog lagake
makhra rog lagaa ke
ishq ki dhooni roz jalaaye
uthta dhuaan toh kaise chhupaaye

man mast magan, man mast magan
bas tera naam dohraaye
man mast magan, man mast magan
bas tera naam dohraaye
chaahe bhi toh bhool na paaye
man mast magan, man mast magan
bas tera naam dohraaye
man mast magan, man mast magan
tera naam. bas tera naam dohraaye

odh ke dhaani reet ki chaadar
aaya tere shehar mein ranjha tera
duniya zamaana, jhoota fasaana
jeene marne ka waada saancha mera
ho. sheesh-mehal na mujhko suhaaye
tujh sang sookhi roti bhaaye

man mast magan, man mast magan
bas tera naam dohraaye
man mast magan, man mast magan
bas tera naam dohraaye
chaahe bhi toh bhool na paaye
man mast magan, man mast magan
bas tera naam dohraaye
man mast magan, man mast magan
tera naam. dohraye…



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...