danish roomi & pius arther - poshida lyrics
[verse 1]
jaan, bolo naa mein ne ab aisa bhi kya
kya kar diya hai jo tum ho ab khafa itna?
ke sun’ne ko bacha kuch baaqi nahi
chup bethe ho tum, yeh kya baat hui?
han, maana ke mera tha poshida raaz
mein kehta bhi kaise? tum hote naraaz
chup rehne se hal hain nikaltay nahi
bana bethe anaa ka tum masla kyun he?
pyaar se kar lo hal ab
saath tere hai jo ab
choro usko, churao haath
karo milna aur aao paas mere, mere
[chorus]
humraaz ban jao, ban jao, jaise saaz, naa
humraaz ban jao, ban jao, jaise saaz
[verse 2]
ab taaluq khatam tujh se hai saara, tujh se hai saara
har paasay tu dikhta hai kyun?
dikhta hai kyun mujh ko yaara
mein khud se he kyun gumshuda?
har shakhs na+qaabil raha
tere pyaar ki meri yeh jaan
meri baali may tu ho betha
tere roop ne jaadu kiya
tere saath bhi kyun hoon tanha?
apne aap se mujh ko bacha
pee raha kya?
[chorus]
humraaz ban jao, ban jao, jaise saaz, naa
humraaz ban jao, ban jao, jaise saaz
Random Lyrics
- michael william balfe - the sands of dee lyrics
- jarjarjr - no yesterday lyrics
- юпи (jupi) - ща кабута фильм (kabuta movie now) lyrics
- osamason - beamin lyrics
- jose galvez - best forgotten lyrics
- all falls together - i'm so sorry lyrics
- munchie b - homegirls lyrics
- daniela lorenz - wenn herzen leise weinen lyrics
- 2vmv - траблы (troubles) lyrics
- a.f.killer & ice crime - cash & luxe lyrics