azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

farhan khan & mr. doss - platinum (lofi remix) lyrics

Loading...

[intro]
yo doss! what’s good?

[chorus]
akele maza aata peene me
chupa leta dard apni seene me
jo dil ki sunaun mein apna samajh ke
ye baatein banate hain peeche se
matlab ki khaali hai taarefeein
samjhta mein saari hun saazishein
bigadhenge mera kya mitti ke putle?
khud mera khuda mera hafiz hai
akele maza aata peene me
chupa leta dard apni seene me
jo dil ki sunaun mein apna samajh ke
ye baatein banate hain peeche se
matlab ki khaali hai taarefeein
samjhta mein saari hun saazishein
bigadhenge mera kya mitti ke putle?
khud mera khuda mera hafiz hai

[verse 1]
zamana dhoondhe matlab bas
pooche mujhe log hui barkat jab
paisa hun kama raha khush hai ghar par sab
par meri kamyaabi se na hasrat rakh chal
pehle le rahe the karwat sab
mile mujhe bane mere hamdard ab
jaanu poora scene mein to andar tak
dete shabashi haathon me khanjar rakh kar
bewafa se wafa kya maangu?
mohabbat bazaron me bik rahi kodhi ke daam
kahan tha tu pehle jab bhooka tha?
ab tujhko jhalka na mehfil me haathon se jaam
pairon me chaale aur raste akele the
pehle tum chalte the mere na saath
thanda tha scene
ab garmi badha di hai gaanon ne mere to chahte ho art
[verse 2]
khud ke hi saath ko chun
khud ke iraadon se raasta dhundh
dooje ke nakshe qadam pe chalega
ye jungle hai jaayega raastah bhool
patthar dil duniya hai, kaanch ka tu
par himmat to pura hai aasmaan tu
baazu me itni na taaqat kisi ki
ki patthar le inka ye aasmaan chu

[verse 3]
nazre gadha bas dekhe jaa rahe
ham gehra samandar hai behte jaa rahe
hidayatein gaanon me dete jaa rahe
tu bas baatein banate reh mere baare
rishte badalte hue dekhe saare
kya chahta? bata, kar na jhoote wade
izzat dikhate hain moo pe aa ke
phir ye ghairon me kamzori meri baaten

[chorus]
akele maza aata peene me
chupa leta dard apni seene me
jo dil ki sunaun mein apna samajh ke
ye baatein banate hain peeche se
matlab ki khaali hai taarefeein
samjhta mein saari hun saazishein
bigadhenge mera kya mitti ke putle?
khud mera khuda mera hafiz hai
akele maza aata peene me
chupa leta dard apni seene me
jo dil ki sunaun mein apna samajh ke
ye baatein banate hain peeche se
matlab ki khaali hai taarefeein
samjhta mein saari hun saazishein
bigadhenge mera kya mitti ke putle?
khud mera khuda mera hafiz hai
[verse 4]
ye chahte mujhe dass kar bhaag
dukh se bhara hai pura dastarkhaaan
kamyaabi hui dekhe jal kar aag
inki mouj karu band inke fun par laat
khilone bine bachpan tha
chori bhi kari tauba ya astaghfar
maa ne sikhaya ki tu hans kar baat
baap bola maafi maange na wo jab tak maar

[verse 5]
rishton me dhoondhe ye faayde bas
toh inko rakhu khali daayre par
nakli dikhawa, ye bante badhe
par ye taane barabar hai ray ki bas
mushkil dikhi toh ye jaayenge bhaag
ye circle me kyunki bas chahiye puff
asli circle kaafi chota f+ck teri ye dosti
yahan jo hai bhai hain sab

[verse 6]
kya+kya saha maine dil hi jaane
hansta upar se andar se dil udaas hai
dekha hai kitnon se dil laga ke
par toota bharosa ye har dafa hai
rishton me dhoondhe ye bas munafe
ye baatein banate par hain munafiq
inko sunu phir mein loo ubaasi
ye saanp ye choohein ye hain tekashi
[verse 7]
ungli pakadh ke ye sar pe naache
dikhate hain rang bina parche kaate
mehfil me jaa ke ham rang jamate
safar me chal rahe apne haampte+kaampte
yahan pahunche hain beta ham dhakke khaa ke
khel jua har din maine patte baante
dafna ke mushkilein badhte jaate
khud se seekha sambhalna hai aaj

[chorus]
akele maza aata peene me
chupa leta dard apni seene me
jo dil ki sunaun mein apna samajh ke
ye baatein banate hain peeche se
matlab ki khaali hai taarefeein
samjhta mein saari hun saazishein
bigadhenge mera kya mitti ke putle?
khud mera khuda mera hafiz hai
akele maza aata peene me
chupa leta dard apni seene me
jo dil ki sunaun mein apna samajh ke
ye baatein banate hain peeche se
matlab ki khaali hai taarefeein
samjhta mein saari hun saazishein
bigadhenge mera kya mitti ke putle?
khud mera khuda mera hafiz hai



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...