azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

hasan raheem - matter lyrics

Loading...

[intro]
eh
tu jo deti hai silah
lage sab hi mila
naam tere yeh villa (dil awaara)
ang ang jo hila (mera saara)
tu jo deti hai silah (hm)
lage sab hi mila
naam tere yeh villa (dil awaara)
ang ang jo hila (mera saara)

[pre+chorus]
mujh pe kitne sawaal oh meri jaan?
khizaan rehti yahaan bahaar
nahi o meri jaana
itna toote tere jaate bikhar jaana
dena thori si dua, nahin tou mar jaana
dil ki tu hai pukaar o meri jaana
milay meray sanskaar tere se o jaana
kar na soch vichaar o meri jaana
mushkil aise kaise paar
karein ge o jaana

[chorus]
kya maajra hai bataana
apnon se jamta zamaana
baby yoon mat do dagha na
apnon se jamta zamaana
kya maajra hai bataana
apnon se jamta zamaana
baby yoon mat do dagha na
kya jeetna kya harana
[verse]
tenu pata mein sorry
tenu chahiye launda fauri
na pakar dil ki dori
ye jo chaahe milay woh nahi (kabhi kabhi)
dil tera yeh nahi torna
buck up baby
laga zor nahi
milay ga tujhay koi hor na

[pre+chorus]
mujh pe kitne sawaal oh meri jaan?
khizaan rehti yahaan bahaar
nahi o meri jaana
itna toote tere jaate bikhar jaana
dena thori si dua, nahin tou mar jaana
dil ki tu hai pukaar o meri jaana
milay meray sanskaar tere se o jaana
kar na soch vichaar o meri jaana
mushkil aise kaise paar
karein ge o jaana

[chorus]
kya maajra hai bataana
apnon se jamta zamaana
baby yoon mat do dagha na
apnon se jamta zamaana
kya maajra hai bataana
apnon se jamta zamaana
baby yoon mat do dagha na
kya jeetna kya harana



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...