iconik - bekaraar lyrics
intro
it just a slice of life
aur isse share karna mere dil ki daleel hai
kabhi lagge zindagi badi azeez hai
kabhi lagge zindagi badi ajeeb hai
kabhi rahun mein shukrguzaar ki mila parivaar acha naseeb hai
kabhi aaye vichaar lagge bekaar jo bhi kareeb hai
haan hoon mein bekaraar, kab milegi woh jiski umeed hai
har roj mein puchun sawaal, woh kese hoke bhi door, mere itne kareeb hai
hook
[hum bekaraar hain
tere intezaar me
chadha khumaar hai
tere hi pyaar me] x2
bridge
kuch bekaraari si hai dil me
jo bayaa na ho paaye
ab lafz bhi nahi hai milte
kahi woh bhi fanna na ho jaaye
verse 1
kuch saal pehle meine еk tasveer banayi thi
j+sme meine apnе khwaab’n ki duniya sajaayi thi
and i want the world
to visualize that picture through my words
music ban g+ya tha meri life ka sole purpose
kyun ki there were many things that can add a value to my life
but music can make my life valuable
aur tabbhi se shuru hua tha ye safar
pata chala mujhe why paper is the best listener
badha aage na jaane kitni cheezen peeche chodh kar
is umeed me ki jab mil jaayega karm’n ka fal
toh le aaunga sab mein peeche lautkar
par ho raha hoon mein ab besabar
jo hai mera kya mil payega sahi waqt par?
i don’t know
meine katke duniya se
rakhi sapno ki bunyaade
par woh bhi ab dagmagane laggi hai
maana kismat hoti apne haath me
par waqt toh nahi hai
meine piroye kayi gum alfaaz me
par woh abhi bhi yahi hai
mein toh likh dunga afsanay raatein jaagke
par log kala pe kya sote nahi hai?
hamesha ek khayaal aaye mere dimaag me
hai yaha kitne manzil ki firaaq me
hum ek laute toh nahi hai
mein khud bhi nahi rakhna chahta is khayaal se sehmati
but now my focus is shifting to plan b
par phir bhi
hook
[hum bekaraar hain
tere intezaar me
chadha khumaar hai
tere hi pyaar me] x2
verse 2
all i wanted is to write
just like the people i idolize
mein bhi chahta tha koi mujhe dekhke kahe
i wanted to be like him in my life
i just wanted iconik to be the reason for millions of smiles
aur issi manzil ki talaash me
hai bekaraar hum
no one knows about this in my home
mein chahta tha chale pata
jab pehli baar karte dekhe mujhe perform
and i could pay any prize
just to give them this surprise
i want to do all for my fam
what i really can
par na jaane kyunoutro
kuch sawaal zehen me kho se g+ye
hum jawaab’n pe kyun sote rahe
hum khud se door kyun ho se g+ye
ye soch meri ab sthir na rahe
ye bathke jaaye jaha duje chale
kab milegi manzil hum faaslon se ye puch karre
ye kismat ka maajra hai meri soch pe parre
hum kyun yun bekaraar ho se g+ye
Random Lyrics
- mío (folk) - når knoklene blir til gele lyrics
- teenie & кодокуна - поговорим (talk remix) lyrics
- kebabrepubliken - salong shukria lyrics
- adam ulanicki - say my name lyrics
- pinq - щас набьешь карманы, бро (yagtfypb) lyrics
- dedframe - evil painted in pretty - hyperpop remix lyrics
- al b. sure! - right now (extended remix) lyrics
- spazza17 - not like us (cloutiful diss) lyrics
- destroy lonely - untilted lyrics
- samuel shabazz - ima throw this money lyrics