azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jazbaat - zulm-o-sitam lyrics

Loading...

aaj jo chal raha hai zulm+o+sitam ye kaisa
be qusur logo ka khoon ka zindaan ye kaisa
aab+e+zam zam ke jaisa zameen se khoon ka dariya, khawateeno pe bacho pe hun masoom par aziyat ye kaisa
kis chiz ka le rahe intekham kuch kiya hi nahi, to khoon ki boond ka hisaab ye kaisa
jhooth ke alawa to kya hai likh dega mulk ko loot kar ittihaas ye kaisa
mere mulk ka parcham hatakar khud ka parcham laga ke sar zameen par ye kaisa falestine mera mulk mera ghar khabza kar rahe hai mal+e+ghanimat ye kaisa
falsteeniyo ko dahshat ghad bol ke bedardi se khatal karne wala tu tera kirdaar ye kaisa
hak ki rah pe chalne walo se sikh tera jihad ye kaisa, zulm+o+sitam ye kaisa
a musalmano tumhare aankhen mar chuke hain kya
a musalmano tumharе jazbaate mar chuke hai kya
ye duniya ko dеkh ke shana bashana muttahid rahne ke iraade mar chuke hai kya
jab maa ke samne beta khoon se tar hoke, dam tod raha hai tume ehsaas nahi ehsaase mar chuke hai kya
falestine me jo chal raha hai tume parwah nahi, kya woh dil se reham, insaaf, insaniyat ke baatein mar chuke hai kya
jab hak ki aawaz uthaye insaaf ke liye jab tumhare zuban pe aable padh chuke hai kya
aap kaise insaan ho aapke zameero pe daage padh chuke hai kya
aaj kal har koi soche ayyashi zindagi hai sab kuch, ye chahat me ghaflat me padh chuke hai kya
ye fani duniya me khwahish, ye aarzi zindagi ke liye murade ban chuke hai kya
ek dafa khayal kare imaan ka jo seene me hai tere taluqaat imaan se hat chuke hai kya
jo dil me thi imaan ki hasrate mar chuki hai kya

ye bad zaat ye zaalim ya kaise yahudi hai
jab inke maznuaat ko kiya nahi boycott toh sharik tu bhi hai
zalim hamla kar rahe hai har taraf se falastini bagair hathiyar ke sina than ke khade hai chattan ki tarah dil me jazb+e+imaan baa khoobi hai
woh wahid khuda pe yakeen dil me ikhlas aur tahammul bi hai
muqaddas+e+masjid aqsa ke liye, allah ki rah me jazb+e+shahadat ye kaisi bahaduri hai
hazrat yusuf alaihis salam ke jaisa hak ki rah pe chalne wale, aise daur ki duniya bhi guzri hai
jo haram ho g+ya hai aam dil me nahi zara sa imaan khaza panch waqt ki namaz ye aj daur ki duniya dusri hai
mehnat karwa ke tankhwah hi na de ye kaisi rozi roti hai, aitbar karna chhod de duniya pe ye duniya jhoothi hai
ban jao ghulam us rab ke, ye duniya toh kagaz ke note ki hai paiso ki bhukhi hai
fasaad karna chhod do ummat+e+muslima hai ham muttahid ho jao
na jaane kab daur aane wala hai hazrat imam mehdi ka muntazir ho jao
aaega lashkar amn+o+sukun pailane ke liye, lashkar me sharik hone ke liye jung ke liye mustahid ho jao
raat ko din karne wala aur din ko raat karne wala, tum ek khuda ko manne wale mujahid ho jao
jo kare zulm mazlum par masoom par safak, zaalim se taluqaat nahi uski maut banke mukhalif ho jao
parwardigaar ham tera ashraful makhluqat aur momin hai, a musalmano shahidon se mudassir ho jao aur shahid ho jao



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...