azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jnr. samrat - nawab lyrics

Loading...

ye nawabon ka sehar aur nawab mai
jisko pa nhi sakte vaisa khwaab mai
thoda time to de teri bandi bhi bolegi, sam ke gaane lajawaaab hai

tu kehta tha kuchh nhi kar paunga
abe dekh aj maine khud ka gana nikala
sambhala sawara maine khud ko
tujhko dunga plus ha plus

kyuki tune nakara na hota
to maine khud ko sambhala na hota. sota hi rehta sapne dekh ke
aur hosh na ata iss baat ka
yaha sab kuchh mil jata paise phek ke
vaise to maine dekha hai
fame ko ek chutki me khakh hote
ha paisa aur power ko rakh hote

par is duniya me vahi thukvata salam
jiske ye teeno paas hote
maine bhi to asteeb ka saap pala
jan fan ithaya katne ko luchal dala
badal dala khud ko mai prhle jaisa nhi rha
abhi logo se kam milta sapne par hai dhyan mera
jitna bola sab sach hai
abhi itna saha too much hai
ae sun meri hi galti thi tujhko friend mana
apna banaya apna sikhaya
teri vajah se khud ko niche giraya
kya kya saha kya kya suna ae pille fauran nikal le
mai aur chahne wale chal rhe sath hath tu rakhna nhi kar dunga khakh
ye mujhko bole ye pagal awaara hai
junoon chada sir pe jo chhin gya pana dobara hai
ha dobara hai

dekha aya ab mai laut ke
tujhe dunga mai jhatke thousand watt ke
tu beta tha mera bola tha maine
baap ke samne mat bhauk be

introduction kya mera bataun mai
hu gaon ka khela khaliyano me
sapna bada sa leke ghooma galiyaron me
aur name ka kya vo khud hi likh dunga asmanon me…



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...