azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kuan - khayaal lyrics

Loading...

tere bin hum hai veerane
tere khawabo me, kya hum hai aate?

tu hai jo, meri yaad me aaye
tu hai jo, meri raat sawaare
tere bina, hum jee na paaye
tere bina, hum mar mit jaaye

jaane ja mujhe keh ko diya hai
maine kisi ka khayaal jiya hai
mai na sumbhalta, parwah na krta
mera dil, ye raat guzaarta
agli subah ye karz chukata
tu raahi, mai raah guzarta

tu hai jo, meri yaad me aaye
tu hai jo, meri raat sawaare
tere liye, teri baagh me aaya
tere liye, tujhe saath bithaya

tu na samjhta
chup sa rehta
bhool tu jata
ghumta, phirta, rehta

tujhsee bura, na ho sakta
tu mera na ho, maan liya
tujhko mainе, jaan liya hai
aas hai teri, chaah liya hai
jab tu mila tha, tanha sa rehta
jaan uchalta, baahoon me rеkhta
ab jab bhula
mujhe na tu jaane
mujhe na pehchaane
yadoon me
tune kaid kiya
ye gunah hai kiya
par mere badan ko
tu hee samjhta



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...