
luminair, aryan k & adidoz - deewana (remix) lyrics
[chorus + luminair]
haan tujhse ye aakhein jo lad gayi
kasam se ye saansein hi tham gayi
zara zara sa paas toh aa
mujhko deewana kar gayi
haan tujhse ye aakhein jo lad gayi
kasam se ye saansein hi tham gayi
zara zara sa paas toh aa
mujhko deewana kar gayi
[post+chorus + luminair]
ab na baaton pe kaabu hai
hai dil ye bekaabu
bas tere hi khwaab bune
saari toh raatein ye jaagoon
teri raah taakoon
tu hi na jo mujhko chune
kaisi toh aakhein ye teri hain
mujhse ye keh rahi hain
aaja na saath chalein
jahan pe hawayein bhi beh rahi hain
barsaatein deh rahi hain
gulaabi samaa ke tale
[verse 1 + luminair]
kyun aake yun baar baar dil dhadkaye
kyun hai ye nasha tera jo sar chadh jaye
kyun hoke khafa khafa tu mujhko tadpayе
yun hi bewajah
[verse 2 + adidoz]
bhool gaya woh zamana jise manzoor nahi tu
meelon ka faasla par dil se ab bhi door nahi tu
layi tu hoslе un hoslon ka noor bhi tu
fark nahi padta agar insta pe mashhoor nahi tu
main toh bas ghanton tere saath baitha rehna chahoon
kuch baatein tu apni bata kuch kisse main sunaoon
kiye hain karam maine bahutab sudharna chahoon
gaana ye tere ghar ke bahar baitha gun+gunaoon
sochoon kyu tere baare mein din raat bin baat
door mujhse toh sochoon kaise kate din aaj
kholoon tere dil ki archive, main winrar
weekdays milne se tere lage ravivaar
bekaar jeevan lage ab shandaar
so viking tere liye banu wagner
no strings but tu hi meri twin star
kaise bayaan karoon tujhse ye nazron ki baat
[chorus + luminair]
haan tujhse ye aakhein jo lad gayi
kasam se ye saansein hi tham gayi
zara zara sa paas toh aa
mujhko deewana kar gayi
haan tujhse ye aakhein jo lad gayi
kasam se ye saansein hi tham gayi
zara zara sa paas toh aa
mujhko deewana kar gayi
[post+chorus + luminair]
ab na baaton pe kaabu
hai dil ye bekaabu
bas tere hi khwaab bune
saari toh raatein ye jaagoon
teri raah taakoon
tu hi na jo mujhko chune
kaisi toh aakhein ye teri hain
mujhse ye keh rahi hain
aaja na saath chalein
jahan pe hawayein bhi beh rahi hain
barsaatein deh rahi hain
gulaabi samaa ke tale
Random Lyrics
- butch bastard - if it wasn’t for the ufos lyrics
- shubh - supreme lyrics
- gottfried von einem - im nebel lyrics
- umberto maria giardini - luce lyrics
- ogmarcopolo - back in the day lyrics
- young thug - money on money lyrics
- akira complex, hommarju & yukacco - connected lyrics
- terasudanshi - hajimete no ai lyrics
- 2pm (투피엠) - step by step lyrics
- kaiigrey - sinful souls lyrics