azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

luminair – tu mera lyrics

Loading...

[verse 1]
teri baahon mein zameen
teri baahon mein aasman
haan tu bhi sunn le zara
yeh mann mera kya keh raha

jo tujhko dekhoon na kahin
na hon raatein na hon subah
mann bhi ab lagta nahin
bas baith taakoon teri raah

[chorus]
khud pe na kaabu ab ye dil tera deewana hua
tere jaane pe bhi ye tujhse khafa na hua
teri hi yaad mein hai mujhko zamana hua
par tu mera… na hua

par tu mera… na hua

[verse 2]
mausam badalte nahin
raatein ye kat ti nahin
haan dil ye toota tha jahaan
khudko mai paaunga wahin

[pre+chorus]
meri ibaadaton mein
teri hi khwahishein hain
khehde zubaan pe jo bhi
hai chipa
dil dena chahe tu bhi
bin jeena paoon mai bhi
aaja baahon mein loon main
raatein guzaar

[chorus]
khud pe na kaabu ab ye dil tera deewana hua
tere jaane pe bhi ye tujhse khafa na hua
teri hi yaad mein hai mujhko zamana hua
par tu mera… na hua

par tu mera… na hua

[outro]
adhura ye jahan
hai aakhon mein nami
aur main jaaoon jahan
hai bas teri kami

bhoolna chahoon tujhe
par sakoon kyun nahin
dar ye sataye mujhe hi
kho na doon main kahin



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...