azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lata mangeshkar – is dil mein bas kar lyrics

Loading...

is dil mein bas kar dekho to, yeh shehar bada purana hai
har saans mein kahani hai har saans mein afsaana hai

yeh basti dil ki basti hai
kuchh dard hai kuchh ruswai hai
yeh kitni baar ujaadi hai
yeh kitni bar basaai hai
yeh shehar badaa purana hai…

yeh j-sm hai kachchi mitti ka
bhar jaaye to risne lagta hai
baahon mein koi thame to
aagosh mein girne lagta hai
yeh shehar badaa purana hai…



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...