azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lata mangeshkar – tumhi ho mata pita tumhi ho (from ”main chup rahungi”) lyrics

Loading...

tumhi ho mata, pita tumhi ho
tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho
tumhi ho sathi, tumhi sahare
koyee na apna siva tumhare
tumhi ho naiya tumhi khavaiya
tumhi ho bandhu sakha tumhi ho
jo khil sake na woh phool ham hain
tumhare charano ki dhool ham hain
daya ki drishti sada hi rakhna
tumhi ho bandhu sakha tumhi ho
tumhi ho mata, pita tumhi ho
tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...