azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

mc heam - launda befikar lyrics

Loading...

[intro]
daud bhaag wali meri zindagi
do waqt ki roti bhi naseeb nai
mehnat mai karu dabaake roj bohot
kosta na waqt ko hai sab sahi
hai sab sahi, hai sab sahi
hai sab sahi, hai sab sahi
hai sab sahi, hai sab sahi
hai sab sahi, hai sab sahi

[verse 1]
qismat pe nachelu mai hu alag (alag)
chot khayi kaafi phir bhi hu idhar (alag)
gaaliyon ke baad bajti taaliya
isliye toh bina parwa kar raha hu mai safar
hai farak padta unko jinke paas lakshya koi
khoyi apni neend maine par umeede chodi nahi
soyi hui niyat unki jinke paas takat hai
muh ka mera cheena jisne tum sab pe lalat hai

[chorus 1]
har jagah hoga ye zikar launda ye tha befikar
har jagah hoga ye zikar launda ye tha befikar
har jagah hoga ye zikar launda ye tha befikar
har jagah hoga ye zikar launda ye tha befikar
[post+chorus]
daud bhaag hi daud bhaag
daud bhaag hi daud bhaag
daud bhaag hi daud bhaag
pause
daud bhaag hi daud bhaag
daud bhaag hi daud bhaag
daud bhaag hi daud bhaag
pause

[verse 2]
rota na dukh ko toh paalu mai (paalu mai)
dikhta barbad par hu sadhu mai (sadhu mai)
kaboo hai mera khudpe kaske
khali+peeli nahi bachta chalta hu hatke
bhatke hue so log lagte hai saare yahan
aaju+baju dekhu toh bas dikhe jaal+saaz
aur nakli iss duniya mein har koi phat raha
bhag rahe hai saare par hai apna sab mast

[chorus 2]
sab sahi (daud bhaag wali meri zindagi)
sab sahi (do waqt ki roti bhi naseeb nai)
sab sahi (mehnat mai karu dabaake roj bohot)
sab sahi (kosta na waqt ko hai sab sahi)
sab sahi (daud bhaag wali meri zindagi)
sab sahi (do waqt ki roti bhi naseeb nai)
sab sahi (mehnat mai karu dabaake roj bohot)
sab sahi (kosta na waqt ko hai sab sahi)
[outro]
sab sahi, sab sahi
sab sahi, sab sahi hai
sab sahi, sab sahi
sab sahi, sab sahi hai
(sab sahi)
sab sahi, sab sahi
sab sahi, sab sahi hai
(sab sahi)
sab sahi, sab sahi
sab sahi, sab sahi hai



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...