mr. lay g - sitara (intro) lyrics
Loading...
sitara banne ke liye tha mein hu upar aya
ab toh na rukunga yeh junoon mere saar par chaya
aage hee badunga kisi ki na baate sunkar
jo bhi mene kiya wo kiya khud ke dum par
sapne mere bade bharosa hai khud par
hai jo meri rooh wo hai sabse hatkar
aya tha mein duniya mein aanjaan bankar
jaaunga mein duniya se pehchan leekar
chotte se khandho par kitna yeh bhoj hai
maa ki muskurahat jo bana mera josh hai
chahta hu chona unchaiyo ko mein
par kadam mere hai zameen se jude
apni bhawna ko sabdo mein daal du
dard bhari shyarri dil se nikal du
dard bhari shyarri dil se nikal du
Random Lyrics
- billy sio - ls lyrics
- goldfinger - golden days lyrics
- jack savoretti - against the wind lyrics
- russell dickerson - come to jesus lyrics
- chewing on tinfoil - littlefoot lyrics
- los waraos - señor socio lyrics
- quinsea - dementia lyrics
- hillzy - goodbye lyrics
- the queers - surfin bird lyrics
- kid kern - mind right lyrics