azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

muhfaad - paisa paisa lyrics

Loading...

[intro: muhfaad]
paisa, paisa, paisa
paisa, paisa, paisa
paisa, paisa, paisa

[verse 1: loka]
karle tera shutter down baap aayele saamne
tere jaise shootro ko rakhele (rakhel) hai kaam pe
muhfaad aur loka lene aaye tujhse hafta chote
kyunki tere dhandhe chalte apun ke ich ke naam pe
paise ka khel chote bhai tera player hai
poora sehar sunta gaane mere chote mayor hai
iss game me hum baap tere, pair kyun hai kaanpre
ye haath jodke maangre maafi jaise karre prayer hai
ch+chote jaa tu (jhaatu) knees pe aur karle humein please bey
bombay aur delhi matlab bohot mehengi fees hai
sehad waala flow aur ye haters khaali bees hai
muhfaad ke bolunga apan hi asli g’s hai
tera paisa rakh tere paas chote, hoga tera bhala
dunga tujhe salah, baatein acchi lagi toh phir mil le waapis kala
dhandha mera kala kyunki paise se hai zyada chote mehenga mera gala

[pre+chorus: muhfaad]
chote side hole, dikhta ni kya
(paisa, paisa, paisa)
(paisa, paisa, paisa)
chote side hole, dikhta ni kya
(paisa, paisa, paisa)
abey chal na!
[chorus: muhfaad]
baitna nahi mai dhandhe pe
dikhta ni kya andhe be
pasand nahi paisa+paisa, paisa mujhe bande me (bande me)
bechne kharidne waali cheez nahi mai
chahe jitni bhi aaja tu rakam leke (woo)

baitna nahi mai dhandhe pe
dikhta ni kya andhe be
pasand nahi paisa+paisa, paisa mujhe bande me
bechne kharidne waali cheez nahi mai
chahe jitni bhi aaja tu rakam leke

[verse 2: muhfaad]
mere naam pe ek deal hi kar deti hai jaib dheeli
mehnat ka paisa, tu dimagh se hai sheikhchilli
gaadi ke neeche aaja, maang le muaavja
teri bhar denge jholi, hai ye delhi waali nekdili
mai khud loudspeaker, chahe kar de mic ye band
mai wo swaad jo aaye toh saare zayke band
tera ek haath hai busy, mere dono bro
teri hi saheliyon ka dost hun mai, woh bhi bete faydemand
muh+faad ke khada saamne, ullu ke patthe mere
seedha munh me dun ya ghoda rakhun matthe tere
delhi ki sadkon se mumbai ki galiyon tak
chote bade saare jitne bhar dunga gaddhe tere
baate meaningful hai, banda hun mai mean
mujhe apne hi kameenepan pe hota nahi yakeen
tere jaise baalko se paise liye teen
saari raat maari teri, subah liye cheen
[pre+chorus: muhfaad]
chote side hole, dikhta ni kya
(paisa, paisa, paisa)
(paisa, paisa, paisa)
chote side hole, dikhta ni kya
(paisa, paisa, paisa)
abey chal na!

[chorus: muhfaad]
baitna nahi mai dhandhe pe
dikhta ni kya andhe be
pasand nahi paisa+paisa, paisa mujhe bande me (bande me)
bechne kharidne waali cheez nahi mai
chahe jitni bhi aaja tu rakam leke (woo)

baitna nahi mai dhandhe pe
dikhta ni kya andhe be
pasand nahi paisa+paisa, paisa mujhe bande me
bechne kharidne waali cheez nahi mai
chahe jitni bhi aaja tu rakam leke



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...