azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

munni begum – bujhi hui shama ka lyrics

Loading...

bhuji hue shama ka dhuwa houn
aur apni markaz ko ja raha houn
ki dil ki hasrat toh mit chuki hai
ab apni hasti mita raha houn
bhuji hue shama ka dhuwa houn
teri hi surat ke dekhne ko
bhuto ki tasweer laa raha houn
ki khobiya sab ki jamah karke
tera tasawur bana raha houn
bhuji hue shama ka dhuwa houn
kafan mai khud ko chupa liya hai
ki tujhko parde ki ho na zehmat
naqaab apni liye bana kar
hijaab tera uthaa raha houn
bhuji hue shamma ka dhuwa houn
mohabbat ki hai fitrat
kahan hai imkaan e tar ki ulfat
woh aur b yaad aarahe hai
mai jitna unko jitna bula raha houn
bhuji hue shamma ka dhuwa houn
udar woh ghar se nikal rahe hai
idar mera dam nikal raha hai
kahan daga de rahi hai kismat
woh aarahe hai mai ja raha houn
bhuji hue shama ka dhuwa houn aur apni markaz ko ja raha houn
ki dil ki hasrat toh mit chuki hai
ab apni hasti mita raha houn
bhuji hue shama ka dhuwa houn…



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...