nilutpaul - baki hai abhi lyrics
Loading...
baki hai abhi kuch batein
hai adhuri hamari mulakatein
pas aake bhi nazre hotae kya yehi pyaar hai
sath hoke bhi kuch na bataye kya yehi pyaar hai
dil kahe kisiko apna banau
par yadein teri bhool na pau
kyun ye duriyaan
jo dill se na mile
beetg-yi woh lamhe par yaadein na rahe
dikhayi sab jhutha sapna
bekarar ishq apna
bin tere akela tu nahi
phir bhi mitana pau teri kami
saanse adhuri batein adhuri
par dil na hui naraz kabhi
teri badmashiyone kuch rang laya
lagi hai aag jo bujha na paya
jeena mushk!ll bewajah
intezar kab tak ye tu bata
dediya rutha rab ye dua
tuta dil dhundta tu kaha
Random Lyrics
- luke joseph - this isn't reggae lyrics
- ayumi hamasaki - we are the queens lyrics
- felipe siquara - psycho lyrics
- грешник (greshnik) - псевдолюбовь (pseudo-love) lyrics
- hans rotmo - julpolsen lyrics
- mayday parade - piece of your heart lyrics
- nils lofgren - happy lyrics
- stoney sweat - wake up call lyrics
- yule - abitudime lyrics
- d-lo116 - first day (freestyle) lyrics