nlkrew - koyla lyrics
[verse 1]
bachpan se ab tak, wohi sanki sa badla nahi andaaz
sarr ghume abhi halka nahi lagta
hai paas vishal shabdon ka bhandaar
par hu main nahi dadlani ganja
jo bakta woh sab, haan ! nikalta hai mann ka
naa sochta main das baar
ab kalpana kar raha jo, karna hai sach haan kalaa se, naa banna hai kakkar
style hai apna karna harr ek hadd paar
soch itni high rakhe seedha hai chhat paar
nahi raha jaata hai ghar par
roll kara dice aur ghadi mein 6 baj chuke ab
scooty pe nikle jo doori se dikhe kuch ghaans mein saanp toh dost mere road pe le turn
hai matlab ke halve yeh honge naa change ab
khaer sab shukar kare jo bhi paas mein aaj hai
waar naa kare yeh saamne
meri peeth hi lage inhe khaas hai
tere mein dil nahi chhote bas haddi aur maas hai
jo bas yeh dinn tu kaate, bas chalti phirti laash hai
tu bas bol bachchan be jaise sarkar hai
even nazro mein number nahi phir bhi ek face dikhe chaar hai
apne aur sapne haan, saath hai
harr dinn aisa jeeta jaise mera last hai
chicks bhi bole ke dikhta aur likhta kamaal hai
jab bhi muh khole bawaal hai
hate me now, par humesha rahega mujhe khudpe nas, aye
[chorus]
kala yeh koyla, isse main heera banaakar hi chorhega
gande hai haath iss mehnat ke daag ko main kabhi naa dhoyega
koyla, koyela
sab idhar sona hai, haan
kala yeh koyla, isse main heera banaakar hi chorhega
gande hai haath iss mehnat ke daag ko main kabhi naa dhoyega
koyla, koyla
sab idhar sona hai, haan
[verse 2]
tu bhonkta boht par smoke mein choke
yeh hawk ka throat hai maut ka source
yeh god talk, bro yahan boht soft log
yeh harsh lafz sunn le toh ho jaaye kabz
yeh sick flow, koi sunnle mareez toh kho jaaye marz
lyrics bro, jo khote log sunnle toh boche mein ho jaaye dard
haan, inn do varsh mein boht aaye dard
par toote nahi hum
yeh dil bole bann patthar
shaitaan bole kamzarf bann
par main g+ya khudka hamdard bann
chhoda maine mann par sab
mile naa jo waqt par sab
chheenunga main ladh kar sab
pohonchna mangal par, hard work chale hafta bhar
[chorus]
kala yeh koyla, isse main heera banaakar hi chorhega
gande hai haath iss mehnat ke daag ko main kabhi naa dhoyega
koyla, koyla
sab idhar sona hai, haan
kala yeh koyla, isse main heera banaakar hi chorhega
gande hai haath iss mehnat ke daag ko main kabhi naa dhoyega
koyla, koyla
sab idhar sona hai, haan
Random Lyrics
- wanda kay - what a feeling lyrics
- salem - unfinished buisness lyrics
- snow tha product - qué oso lyrics
- jordin sparks & chris brown - no air lyrics
- quang vinh - nếu em đi lyrics
- quintihilator - pathways lyrics
- vale pain - opps lyrics
- mourn the light - suffer, then we're gone lyrics
- stranded mind - criminal mind lyrics
- texican - west side king lyrics