azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

parinda - khuda jaane lyrics

Loading...

(intro)
chand ko har raat maine tere bare bataya hai
yaadon ne mujhko aur maine chand ko sataya hai

tere alawa mujhe pasand hai sirf khamoshi
tujhe kho baitha hu tabhi toh chayi mayusi

(hook)
hum kya hai, tu kon hai
ye baat bas khuda jaane

ye kaisi, mohabbat
jisse sirf tu anjaan hai

rehti yu, mujhme tu
khandar sa wo makhan hai

sab sun hai, mai ghum hu
par kyu ye dil parshan hai

(verse)
tawajo se sunti dil ka mera fasana toh fir
chod nahi jaati dur rehta wapas aana tera

par ab chod chuka hu mai teri aane ki umeed
mera pyaar baya krta hai mera sangeet

(bridge)
tu jo mil gyi thi khuda tha mujhse naaraz yu
kehta ki mujhse mangta nahi ab kuch tu

kash mai ban payu tere akhiyo ka aasu
ankho se nikal ke tere laabo pe mar jau

(hook)
hum kya hai, tu kon hai
ye baat bas khuda jaane

ye kaisi, mohabbat
jisse sirf tu anjaan hai

rеhti yu, mujhme tu
khandar sa wo makhan hai

sab sun hai, mai ghum hu
par kyu ye dil parshan hai



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...