passbaan & muheet khan - nazakat lyrics
[chorus: muheet khan]
razaa hai kahan vo kitaabe ab?
jisme chupe thy vo saare khat
sazaa hai vo teri nigahein ab
jinme chupe thy vo saare waqt
khudaa hai vo tera kahan pe ab?
saaye tha jiske vo tera aqss
judaa hai vo tere jahan se ab
jisne chupaye vo saare dard
[verse 1: passbaan]
tuje kya mila is duniya se wafayi kar ke?
kis ko kya mila is duniya ki ghulami kar ke?
sila kya mila is gham ke aashiyane se jo
rehta hai tu mann bharam is duniya ki saza se dar ke?
tu bhi roya hoga meri tarah saari raat
tu na diya hoga dobara kisi ko haath
jaanta hu tune kafi sare gham dekhe
jaan le tu jaan tere akele mai maula saat
toh fir darta kyu hai? dega sab khuda sambhaal
tera maazi, tеra haal, sersii khoda hawa
cxe ma aas khoon haaran, noor chuy cxe bеthis naal
cxe ma aas haar maanan, jiger cxa karakh kamaal
ya chey saerii, duniya bewafa
magar seit chey cxe maaji henz dua
don dohan henz zindageni kecxa?
traaw asun cxe kar kamaal
pholan zan wuchum az akh golaab
kandyo manz dramut su akh golaal
wuchan ruuz duniya kyah kamaal
aelmis meshith gay kem sawaal
shaeyiras meshith gay kem malaal
asnas chaenis taaqat kutah
khoda ti wanan chuy rath sawaab
wath kamao
wath cxe doar tul
thoda bohat shor tul
par cxe cxoar kul
thazzi bouni mohr tul
dena mazarat ye pesh dil ki taziyat
dil k masle hai he passbaan ki asliyat
[verse 2: muheet khan]
tera muqaam hai kya?
tera jo saath du mai waqt huwa barbaad mera
zamana kahe pyaar mera
jo maine kiya tujhse galtiyo ka jaam lera
kese batau inhe kitna kuch qurbaan kiya?
apne he jism se lahoo maine halaal kiya
kyu maine apna saara kuch tere he naam kiya?
dikha di wafa tune sabar ka anjaam liya
jo bhi kahu, dil se ye kaha hai
jisko tu sune vo sab dekh chuka hai
mat kar ye galti agar maanta khuda hai
ye meri zubaan hai
[chorus: muheet khan]
razaa hai kahan vo kitaabe ab?
jisme chupe thy vo saare khat
sazaa hai vo teri nigahein ab
jinme chupe thy vo saare waqt
khudaa hai vo tera kahan pe ab?
saaye tha jiske vo tera aqss
judaa hai vo tere jahan se ab
jisne chupaye vo saare dard
Random Lyrics
- eda baba - kedilerle lyrics
- luna morgenstern - free/fall lyrics
- et.pat - ur so pretty lyrics
- s4m1 - manifest of hope lyrics
- kaïn (qc) - loin lyrics
- cal1kath - why do i move my legs lyrics
- trigonometria - black power lyrics
- 3teeth - degrade (rob de large remix) lyrics
- hiphopologist - alan kojayi lyrics
- skywalkeri - paparazzi lyrics