azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

rabbi khan - allah di kasam lyrics

Loading...

kya aapko pata hai
aap hamari jaan hain
kya aapko pata hai
aap hamari saans hain

tumhari aankhon mein meri
puri duniya basti hai

tumhari aankhon mein meri
puri duniya basti hai

tum pe main marta hoon
kya tum mujhe chahti ho?
kya tum mujhe chahti ho…?

tor oi chokh boro mayabi
tor oi hasi jeno jannat er khushi

tor oi chokh boro mayabi
tor oi hasi jeno jannat er khushi
allah di kasam, allah di kasam
ami toke valobeshechi

tor oi chokh…

kya aapko pata hai
aap hamari jaan hain
kya aapko pata hai
aap hamari saans hain
tumhari aankhon mein meri
puri duniya basti hai

jab se tumse milke
meri duniya badli hai
meri har khushi mein
ab bas teri tasveer hai

dil ki har dhadkan mein
tumhara hi naam hai
tumhari baaton mein
mujhe milti sokun ha!

dil ki har dhadkan mein
tumhara hi naam hai

kya aapko pata hai
aap hamari jaan hain
kya aapko pata hai
aap hamari saans hain

tumhari aankhon mein meri
puri duniya basti hai



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...