azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ranjit j abraham - wajood lyrics

Loading...

[verse]
mera jeevan hai tera sahara
mera dil ka hai subseh hai pyaara
jab dekhun mein teri hi rachna
sar jhuka kar karun dhanyawaad
mera jeevan hai tera sahara
mera dil ka hai subseh hai pyaara
jab dekhun mein teri hi rachna
sar jhuka kar karun dhanyawaad

[pre+chorus]
toh haath utha ke meh ab gaun
saare shrishti sungh milke mein bolun
aaradhana mein teri karun
sirf tu hai mere wajood, mera wajood

[chorus]
saara aadar tujhko dete hain
saari mahima tujhko dete hain
tujhpe hi mera bharosa
mere khuda, aaaa
saara aadar tujhko dete hain
saari mahima tujhko dete hain
tujhpe hi mera bharosa
mere khuda, aaaa
[bridge]
tu mera wajood hai
tu mera wajood
araadhna karun, tujhe
mein vandana karun, tujhe
tu mera wajood hai
tu mera wajood
araadhna karun, tujhe
mein vandana karun, tujhe

[chorus]
saara aadar tujhko dete hain
saari mahima tujhko dete hain
tujhpe hi mera bharosa
mere khuda
saara aadar tujhko dete hain
saari mahima tujhko dete hain
tujhpe hi mera bharosa
mere khuda, aaaa



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...