![azlyrics.biz](https://azlyrics.biz/assets/logo.png)
robin g raju - mera prabhu lyrics
mera prabhu
swargah singhasan se jukhkar
meri fariyaad, sunta sada
mera prabhu
swargah singhasan se jukhkar
meri fariyaad, sunta sada
mata pita
ghar aur dhan, sab kuch
mera yeshu, tu hi hai
mata pita
ghar aur dhan, sab kuch
mera yeshu, tu hi hai
bachpan se, ab tak, jisne sambhala
woh hi masihaa kaafi mujhe
bachpan se, ab tak, jisne sambhala
woh hi masihaa kaafi mujhe
mera prabhu
swargah singhasan se jukhkar
meri fariyaad, sunta sada
mera prabhu
swargah singhasan se jukhkar
meri fariyaad, sunta sada
koi nahi meri madad ko yahan
andekha kar mujhko chod g+ye
koi nahi meri madad ko yahan
andekha kar mujhko chod g+ye
mera rakhwala, badalon mei hai
iss baat ki tasalli, mujhko hai
mera rakhwala, badalon mei hai
iss baat ki tasalli, mujhko hai
mera prabhu
swargah singhasan se jukhkar
meri fariyaad, sunta sada
mera prabhu
swargah singhasan se jukhkar
meri fariyaad, sunta sada
shaadi ke dawat mein, mujhe bulaake
dukh dard mеra, har legaa woh
shaadi ke dawat mein, mujhе bulaake
dukh dard mera, har legaa woh
aayega jald hi, dulha mera
sang uske, anand sada
aayega jald hi, dulha mera
sang uske, anand sada
Random Lyrics
- krec - аперитив (aperitif) lyrics
- j_c0b_raps - isekai quartet lyrics
- whitefluffy, ilyxinadgo, sena132 - я не помню (i don't remember) lyrics
- dopesick (usa) - need that lyrics
- di43 - vin movchyt lyrics
- alex blacker - double voice lyrics
- glodzio & jay mallean - fxck her face lyrics
- glocky - come sto lyrics
- al.divino & raticus - sniper lyrics
- pev - tweakin' lyrics