azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

rudraksh asv - kaagaz ki naav lyrics

Loading...

haan
yeah

ek kahani uss bande ki , jo sunkar na karta hai andhekhi (andekhi)
dil mein arma liye wo firta hai, par kabhi bole na wo kisi se bhi (kisi se bhi)
usse toh pata nahi, kaisa yeh khumaar hai
sapno se pehle yahaan zamane ki deewar hain (deewar hain)
uttehga aadmi toh keher ki bharmaar hain
kyunki sunne ki shakti, kho chuke hazaar hain (boht saare)
yehi sab soch kar, kar raha kaam alag
zamana theet hua, usme bhi dikhti jhalak (bilkul)
vaise toh duniya mein le raha wo bhi sabak
koshish karta nahi, itna hi rakhta samajh
choti si zindagi ka, bhool g+ya saar wo
khone ke darr mein, paata rehta haar wo
khud ko din bhar mein kosen sau baar jo
isse accha hota uttha ek baar toh

yehi toh zindgi hai, yehi toh farak yahaan
yahin pe swarg bhi hai, yahin pe narak bana
khoya jo khud ko hi, toh sahen, dard kyun, haan
hua karnama, khoya hai kaagaz ki naav
yehi toh zindgi hai, yehi toh farak yahaan (farak)
yahin pe swarg bhi hai, yahin pe narak bana (narak)
khoya jo khud ko hi, toh sahen, dard kyun, haan (dard)
hua karnama, khoya hai kaagaz ki naav
khoya hai kaagaz ki naav
haan
khoya hai kaagaz ki naav
ek kahani uss bande ki, jo sunkarke karta hai mann ki hi (mann ki hi)
baato mein uske hote kayi sawaal hai
kabhi bhi wo puuch le rakhta na sambhal ke
mujhe wo kehta apna haal+chaal saath mein
kabhi bhi boring nahi lagta mulakaat mein (mulakaat)
usse jo bhi karna, khwaabo ko wo maan de
apne ko upar rakhna, chahta par imaan se
yehi toh antar, usse milte raaste
yehi toh andar, jo usse hai sambhalte
yehi toh jazbaa aur paane ki pyaas mein
mehnat ki seedhi chadke, banna chahta kaam se (kaam se)
kuch na hota, tabh bhi wo santosh mein
yuhi pachtana chahta, nahi kabhi rosh mein (kabhi nahi)
issliye nikal raha, hardin wo khoj mein
kyunki kal pe rakh, naa chahta koi bojh hai

yehi toh zindgi hai, yehi toh farak yahaan
yahin pe swarg bhi hai, yahin pe narak bana
khoya jo khud ko hi, toh sahen, dard kyun, haan
hua karnama, khoya hai kaagaz ki naav
yehi toh zindgi hai, yehi toh farak yahaan (farak)
yahin pe swarg bhi hai, yahin pe narak bana (narak)
khoya jo khud ko hi, toh sahen, dard kyun, haan (dard)
hua karnama, khoya hai kaagaz ki naav
haan
khoya hai kaagaz ki naav



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...