azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

rushil aswal - subah ki chai(romanized) lyrics

Loading...

[intro]
haan, ab din khatam par raat baaki hai
subah ki chai ki tarah
tere liye dil mein pyaar kaafi hai
ye lamhe hain kuch is tarah
mere bas chale to inhe rok loon
gungunaane ki wajah tu

[verse 1]
tu hi bata
kyun hai tu khafa?
galti poochun to tu kahe ho ja dafa
mujhe kya pata
le jaayein kahaan
ye nayi hawaayein
haaye
teri nazar mein hai jo fikr
agar tujhe sataati hai ye
to tu hi ye bata
main jaaunga kahaan tere bina ab?
jab dare bhi tu
lade bhi tu
to pyaar ki baatein ye kare tu kyun?
geet ke shabd hi hain kya?
aisi to madad, kaise hi karoon
khud kahoon ya main teri sunoon wajahen?
wajah, bata bata bata
[chorus]
haan, ab din khatam par raat baaki hai
subah ki chai ki tarah
tere liye dil mein pyaar kaafi hai
ye lamhe hain kuch is tarah
mere bas chalе to inhe rok loon
gungunaane ki wajah tu

[verse 2]
kaise main bataoon?
kitna tumhе chaahoon
seedhi si to baat nahi ye
kaise na rulaoon?
tumse na chhupaoon
dil mein jo baat rahe
seene se lagaoon
dhadkanein sunaoon
tum ho to ab ye bhi hain tez
gaane jo banao
tumhe jo sunao
aadhe to ye tum par hi hain
ab kya kahoon main tumse
ki bina chahe bhi kitna chaahoon tumhe
galti ho jo humse
unhe bhula ke bas hum ek saath rahe
dil jo mera tum pe hai
acche ya bure jab haalaat rahe
hum saath rahe
hum saath chalein aur tu baat kare
ki kaise meri aashiqui rahegi tere baad bhi
main kahoon ki tumse zyada pyaara koi insaan nahi
aur ye mera mazaak nahi, tumhaari hasi aaj bhi laajawaab
[chorus]
to kehna chaahoon tumhe ki
haan, ab din khatam par raat baaki hai
subah ki chai ki tarah
tere liye dil mein pyaar kaafi hai
ye lamhe hain kuch is tarah
mere bas chale to inhe rok loon
gungunaane ki wajah tu

[outro]
haan, ab din khatam par raat baaki hai
subah ki chai ki tarah
tere liye dil mein pyaar kaafi hai
ye lamhe hain kuch is tarah
mere bas chale to inhe rok loon
gungunaane ki wajah tu



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...