sadhu s tiwari - reh jaunga main lyrics
teri saundhi saundhi saanson ko
saanson ko, saanson ko
teri raat se jaagi aankhon ko
aankhon ko, aankhon ko
vaada mera vaada hai
na jaunga main chhad ke
vaada mera vaada hai
na jaunga main chhad ke
reh jaunga main inmein hi bas ke
reh jaunga main inmein hi bas ke
saanjh sakaare naina mere
dekhein tujhko datt ke
reh jaunga main inmein hi bas ke
reh jaunga main inmein hi bas ke
maahi ve reh jaunga tujheme hi
dil ne maangi dil se tere
preet ki hai doriyan
apne hathon rab ne hi
jodi hai yeh jodiyan
ho kabhi jo ankh ojhal tu mere sohneya
umra si lamba lage lamha lamha maahiya
vaada mera vaada hai
na jaunga main chhad ke
vaada mera vaada hai
na jaunga main chhad ke
reh jaunga main inmein hi bas ke
reh jaunga main inmein hi bas ke
saanjh sakaare naina mere
dekhein tujhko datt ke
reh jaunga main inmein hi bas ke
reh jaunga main inmein hi bas ke
ek pal mein jag yeh saara
soona mera hoi g+ya
saaya mera khwaab ka
aansuon mein kho g+ya
saat janmon ka safar yeh
sath apna hai piya
na ruke the na rukhenge
yeh kadam oh saathiya
vaada tera vaada tha
na jayega tu chhad ke
vaada tera vaada tha
na jayega tu chhad ke
reh jayega tu mujhme hi bas ke
reh jayega tu mujhme hi bas ke
vaada mera vaada hai
na jaunga main chhad ke
vaada mera vaada hai
na jaunga main chhad ke
reh jaunga main tujhme hi bas ke
reh jayega tu mujhme hi bas ke
reh jaunga main tujhme hi bas ke
reh jayega tu dil mein hi bas ke
reh jayega tu mujhme hi bas ke
maahi ve reh jaunga tujheme hi
Random Lyrics
- derek loux - i see jesus lyrics
- fredy - love is war lyrics
- r-chord 謝和弦 - 我們都成了大人 (we all become adults) lyrics
- lola tried - boy lyrics
- crape - heartless part ii lyrics
- friday night plans - just one wish lyrics
- shel shapiro - luna gialla (per malindi) lyrics
- the plastics - can i help me? lyrics
- kid rose - dash lyrics
- sidoka - tipo neto lyrics