sahil baisoya - toofani lyrics
[verse 1: sahil baisoya]
khud to kuchh karte ni saale mujhko kehte aalsi
haan mujhe pata hai saale sare ke saare laalchi
haan maine kabhi nashe ni kiye sadko pe
sapne dekhe raato me tabhi to aankhe laal si
haan mujhe pata hai bachpan se hi hoon main aalsi
haan tumhari tarah nahi kisi ke sath laalchi
sapne dekhe raato ko aankhe rakhta hoon khuli si
tabhi to rehti hai ye aankhe laal si
haan mujhe pata hai saale saare jhoothe hai
haan mujhe pata hai bin matlab ke roothe hai
inse jyada behtar nikle pairo me jo daale hue
warranty ke adidas wale joote hai
bin baat ke lafde nahi
bin baat ke jhagde nahi
jitne badle ye
utne badle maine kapde nahi
bin baat ke lafde nahi
bin baat ke jhagde nahi
jitne badle ye
utne badle maine kapde nahi
tumse jyada gyaani hoon main
agar tu aag ka gola hai to beta paani hu main
agar tu tata birla hai toh rap ka ambani hu main
haan thoda toofani hoon main
jivan me tere haani hoon
bachke rehna thoda sa
taak jhaak ye band karo
aaj ki chinta chhodo beta
kal ka prabandh karo
ghamand karo bas uska
jo tumne kamaya hai
main paise se hi khelta hu
kyo ki paise ki hi maya hai
jitni mehnat ki maine
utna hi to paaya hai
nibhaya hai mera sath isi ne
dost nahi ye bhaya hai
dost nahi ye bhaya hai
[verse 2: tex therapillionaire]
sahil i got you
it’s the experience (tex)
let’s take it back to the time when i was still in a worry
walking round with pockets full of hope but in it no money
but i just told myself, visions no blurry
keeping the mission alive became a vision+visionary
aur phir bhi kya hua, bematlab rishte
chodd ke sare, jaise paison ke koi kishte ho
chal jeloon zindagi thodi se main sukoon se
par jo bhi kiya, kiya maine poore hi jonoon se
aur pagalpanti jo bhi jhadi
nafrat khandho pe bhi bhari
sab chodke duniyadaari
maafi maine khud se maangi
kyunki dikkat thi jo saari
lapetke jaise saare
full speed ahead target aage toh aankhon se goli maari
shoutout to my cousin and to few others
jinhone mujhe haath diya, mera saath diya
betmatlab na barbaad kiya
it’s cuz of you guys ki main itni door bhi aapaya
ki poori duniya ki baarishon mein bhi naha paya
aur bas, rehta main bahar
meri photo akhbar, chappi worldwide
dekhega poora sansaar
“kaha se aaya yeh dekho is ladke ka hoga bura haal”
but sach toh yeh ke marne ke baad
bhi meri yeh avaaz
rahegi dillon mein abaad
aur kahani rahengi zindabaad
Random Lyrics
- grasscut - richardson road lyrics
- cory marks - this man lyrics
- nolan garrett - loveless lyrics
- chris graham - move lyrics
- hugo e guilherme - balada nice (ao vivo) lyrics
- in blüme - gleam lyrics
- ashton (uk) - connections lyrics
- the reeks (band) - cages lyrics
- lúa (singer) - sacarte a bailar lyrics
- jean foutre - molleira lyrics