azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sahil (india) – yaadein lyrics

Loading...

intro:
zindagi jee rhe mout k intezaar mein
jaane kab aaye humein lejaye
khud sy dur tujh sy dur
aur krde reha humein
tere pyar ke azaab sy
verse 1:
haathon mein kalam hai
lage ye zakhm hai
dil hai zard sa mera
likhun joh gham main
aalam b nam hai
chehra kyu hasta tera
sunna hai khush tu kisi k sth
bas aate hum teri unn yaadon mein
aur maangi duaain joh saari toh milti
jaana tujhe meri baaton sy

teri he yaadein hai
basa tu yaadon mein
dhundu main har jagah
dhundu mizajo mein
baarish ki bunde joh aankhon mein ghirti
dhundu main inn mein dhundu hawaon mein
inn aankhon mein dekh tu tera he pyaar hai
waadon mein kbi nhi bikhte
barsaat ki bunde ye aankhon mein bas gyi
aansun b nhi ab dikhte
hook:
teri he yaadein hai
dil mein dekh na teri he rahein hai
bhula musafir hun
haal e bayaan kru
zara panah toh de
teri he yaadein hai
jaana ye teri he yaadein hai
dil bhi zakhmi teri unn baaton sy
teri unn yaadon mein kya basse x2

verse 2:
tera main mutazir hun
bana main mukhtalif hun
aa jaana mukhtasar tu
krde mukamal tu
hum toot te taaron sy maange tumhe
jaana taare b sb bikhar gye
udaas hum bethe hai kahi zamano sy
apne kahan dikhte

toota hai dil ye dard hai bahutt
maangu na zindagi maangi hai mout
gya tu jaise tha aaja tu laut
main chhod dun saansein ye jeena hai khauf
chal aaja na chhod k saare ye pal tu
jaate hum wapis unn khwabon mein
jahan basa hai ghr humara
tu bolde chupa joh tere inn labon mein
hook:
teri he yaadein hai
dil mein dekh na teri he rahein hai
bhula musafir hun
haal e bayaan kru
zara panah toh de
teri he yaadein hai
jaana ye teri he yaadein hai
dil bhi zakhmi teri unn baaton sy
teri unn yaadon mein kya basse x2



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...